Magazine

Asim Azhar recite beautifully ‘faslon ko takalluf hai’ naat

Publié le 16 mai 2020 par Benjamin Vadot

Asim Azhar is a Pakistani singer, songwriter, and actor. He started his career as a singer on YouTube. He was born on 29 October 1996 in Karachi.

On this Ramzan, he gives a gift to all Muslims in the shape of reciting the “faslon ko takalluf hai” naat and posted it on his social media accounts.

Hum bhi bay bas nahi, bay sahara nahi pic.twitter.com/VRcdfe3us8

— Asim Azhar (@AsimAzharr) May 14, 2020

Lyrics:

Faslon ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door say
Raaste mein agar paon thak jayengay.
Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey.
Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.
Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey.
Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,
Bandagi ka kareena badal jaye ga.
Sar jhukane ki fursat milay gi kisey.
Khud hi palkon say sajdey tapak jayengey.
Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,
Zikr unka jahan bhi kiya jayega.
Noor hi noor seeno mein bhar jayega,
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.
Aie Madinay kay zahir KHuda ke liye,
Dastaan e safar mujko yoon mat suna.
Baat bhar jayegi dil tarap jayega,
Meray mohtat ansoo… Asim Azhar recite beautifully ‘faslon ko takalluf hai’ naat Asim Azhar recite beautifully ‘faslon ko takalluf hai’ naat

Retour à La Une de Logo Paperblog